Thursday 15 September 2016

Bolo Har Har Har song lyrics from Shivaay movie

 


Bolo Har Har Har song lyrics 


Shivaay song Lyrics / Bolo har har har song (Title Track) is very energetic and the title track of one of the most waited movie Shivaay releasing this coming October .

Song :Bolo Har Har Har /  Shivaay Title Track / 
Singer: Mohit Chuahan, Sukhwinder, Megha Sriram, Badshah
Music: Mithoon
Lyrics: Sandeep Shrivastava


Lyrics of song Bolo Har Har Har 



Aag bahe teri rag mein..
Tujhsa kahaan jag mein...
Hai waqt ka tu hi to pehla pehar...
Tu aankh jo khole to dhaaye kehar..
Toh Bolo Har Har Har..
Toh Bolo Har Har Har..
Aadi na ant hai uska..
Woh sabka na inka unka...
Wohi hai maala..
Wohi hai manka..
Mast malang wo apni dhunn ka..
Antar mantar tantar gyani..
Hai sarvagya swabhimaani.
Mrityunjay hai maha vinaashi...
Omkar hai isi ki vaani.
Isi ki, isi ki, isi ki vaani.
Isi ki, isi ki, isi ki vaani..
Bhang dhatura bail ka patta..
Teeno lok isi ki satta..
Vish peekar bhi adig amar hai..
Mahadev har har hai japta...
Wohi shoonya hai wohi ikaai..
Wohi shoonya hai wohi ikaai...
Wohi shoonya hai wohi ikaai..
Jiske bheetar basaa Shiva hai...
Toh Bolo Har Har Har..
Toh Bolo Har Har Har..
Aghoranna paro mantra...
Nasti tatvam guro param...
Nagendra haraya Trilochanaya
Basmanga ragaya maheswaraya
Nithyaya shudhaya digambaraya
Tasmai nakaraya namashivaya
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Mahadev ji trahimam
Sharnagatam
Tvam trahimam
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein Ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
Aag se jalna hai Kailashi
Shakti jiski dard ki pyaasi
hai pyaasi, haan pyaasi
Ram bhi uska, Ravan uska
Jivan uska maran bhi uska
Taandav hai aur dhyan bhi woh hai
Agyaani ka gyaan bhi woh hai
Aankh teesri jab yeh khole
Hile dhara aur swarg bhi dole
Goonj uthe har disha kshitij mein
Naad usi ka bam bam bhole
Wahi shoonya hai wahi ikaayi
Wahi shoonya hai wahi ikaayi
Jiske bhitar basa Shiva hai
Tu hi shiva tujhme ishvar
Koi nahi yahan tere sivaa
Uda raakh agni ko jwala tu kar
Mita de andhere tu ban ke sehar
Toh bolo har har har
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash sarvnash (x2)
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein Ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
(Toh bolo har har har)
Yaksha swaroopaya jatta dharaya
Pinaka hasthathaya sanathanaya
Divyaya devaaya digambaraya
Tasmai yakaraya namashivaya....

Enjoyed reading this song lyrics from movie shivaay.
Don't forget to share "Bolo Har Har Har song lyrics" from Shivaay .